Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

der aaye durust aaye [originally in farsi: der aayad durust aayad]

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

horn do rasta lo

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

:emmy: yah quote hay :smilestar:

Ba adub ba naseeb
bay adub bay naseeb :smilestar:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

tou lang ja saddi khairy hay :smilestar:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

ye urdu ki nai punjabi ki hay :barbie:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

kis ko maar rahay ho? :sannan:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

so can we post some serious quotations...???

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Ijazat hai :fraudia:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

yes sure we can :@:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

shukriya,adaab....

"Mein kuch pareshaan sa pash-e-maan sa un ke zaano chu chu kar kehta raha,daow jee!,daow jee?,aur daow jee,meray "aaqa"meray"murshad" ka wazeefa kiay jatey"...

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Jin per takkiya tha woi pattay hawa daine lage

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Sorry Bhai jan maaf kar dain ghalti ho gai :cryb:

yah urdu ka thread hay idhar French naheen chalay gi :cb:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga


**ok ji, here we go with three of them...though they are in faarsii but they are frequently used even TODAY:

  1. aab aamad, taimum barKhaast [jab kisii cheez kii kamii door ho jaaye to uskii chhooT bhii jaatii rahtii hai...jaise, paanii jab available ho jaaye to taimum karne kii ijaazat Khatm ho jaatii hai]

  2. aazmooda raa aazmoodan jehl ast [aazmaaye huye ko aazmaanaa jihaalat hai]

  3. ba iiN hama oo [exactly; hoo -ba-hoo]**

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Shair kay khaal pahan lainay say Gadha shair naheen ban jata :barbie:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

nai mai tu warning don ga :@:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

day dain :@: mairay liye thori koi new baat hay :omg: :rotfl:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

WARNING

de di :@:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

:hat:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

ab meri fee de dain :@:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

KKF…this thread has been opened for you :lajawab: