Re: Urdu Names of State Departments?
oh achchhaa…
matric to pahle ke zamaaniN meN kahaa jaataa thaa shaayad. ab to secondary Education/school kahte haiN India meN.
us matric ko to matric hii kahte haiN.
autocorrect hai zimmedaar in sitaaroN kaa…jo lafz likhaa thaa vo thaa:
aaraksh-it = aarakshan
GS kii ‘Khufiyah moral brigade’ kii kaarastaaniyaaN haiN. ![]()