Re: Urdu moHaavaraat ke ma’aanii bataaiye<><><>ek silsila_vaar laRii-1
yeh to Hakeem Loqmaan se aapko poochhnaa paRega k miyaaN La’l BujhakkaR kaun the…maiN to itnaa hii bataa saktaa huN k vo miyaaN Shahbaz Shareef ke hii aabaa o ajdaad meN se the kiuN k vo bhii nihaayat shareef un nafs the! ![]()