Urdu Language aur Jismani Aib

Re: Urdu Language aur Jismani Aib

main subh subh PA nahin jata unless ke kissi ka hisaab chukta karna ho… waise dhamakon ki news pohunch gai hai mere paas. :frowning:

Fresh well ki 3 dukanen maine dekhi hain.. ek to Main sadar main Empress market ke samne (Farzand qulfi wala) ke sath.. doosra PIB colony main (Teen hatti se jail chorangi jate huwe).. teesra laaloo khet main Nirala sweets ke barabar main