…Congratulations Uncle jee on your teesri Shaadi ![]()
**
Hamari nai Bhabi ek well known guppan hai ![]()
Guess who logooon
**
…Congratulations Uncle jee on your teesri Shaadi ![]()
**
Hamari nai Bhabi ek well known guppan hai ![]()
Guess who logooon
**
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
![]()
mubarakdon ki CHOTE ka intazaar karlon:hmmm:
UNCLE apko to laddu khane ki adat hi parte ja rahe hi
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
Uncle ki legs are in grave and Uncle ki 3rd marriage hai?
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
Before clicking this link i thought the same ![]()
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
mubarak ho
![]()
kaun hai guppan?
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
Ishara dain zara kah woh Guppan iss waqat thread mein moujoud hain
kah naheen
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
Hawwwwwwwww Uncle jee ka bhi Dil hai ![]()
abhi tho woh jawaan hai
***
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
tum HAYA KERLO
BABEY 3/3 ker rahen hen tum sirf:bukbuk: hi pe kaam chala rahe ho
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
:congrats:
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
sirf legs
![]()
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
acha chalo mubarak ho
ab mirchain ugaain aur ziyada ![]()
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
![]()
Dosra leg banana peel per hai
***:
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
kaya wo b in ko UNCLE kahien gi ![]()
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
My Lips are Sealed ![]()
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
*****Sirf Pyar se ![]()
Kal mein ne unkay khidki se suna tho woh ga rahi thi
*Mein kya karoon Ram mujhey buddha milgaya ******
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
mujy bhi khoda k leay koe roke
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
nam lo per halka sa ihshara to do:)
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
pahlay check kar lain kah multi nah ho aur
niklay
![]()
*** uncle song suntay hoye, ja apni hasratoon par aanso baha kar so ja ****
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
per Uncle hain kahan?
Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak
har buddha uncle nai hota ar har uncle buddha nai howa ![]()