Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

ager uncle ki shadi se farig ho gaye to apni shadi ka b soch laina sannan

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

yi sawal jaez hi HAREEM;)

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

kahin aap tou nahi woh khushnaseeb guppan? :wink:

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

Uncle key Jawani daikh kar kah Teesri bivi key khouFsurati daikh kar :omg: :rotfl:

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

apke avatar ko daikh ker

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

sheyn ko pata hai per woh bata nahi rahi.

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

:hayaa:

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

kis ne kaha tha pepsi pe 5 rupee kam kr do :@:

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

aaj kal kay multi baray chalaak hain :fatee: yah nah hoon Uncle rottay dhootay aa jain :cb:

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

uncle key pepsi key factory hay :eek: tabhi to 3rd shadi kar rahay hain … aap bhi ibrat pakar lain IS bhai :omg:

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

pepsi per 5 rs bhara diye gaye hain bcz of uclesw third marige kharcha xiada hota hoga na :@:

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

uncle tashreef la chuke hain.

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

main ne sirf ik hi karni hay bas :@:

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

aur apnay baloon ko khazaab laga rahay hain :smiley:

(ameen) saheeh kaha Momin aik sorakh say do dafa naheen dasa ja sakta :omg:

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

look my new avi n profile pic isnt thy r cute:@:

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

:smack2:
@blessed2006; aur karoo mahnatain AVI par :omg:

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

lol and singing "abhi tou main jawan hoon"

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

blessed sannan ki baton main mat ana maine apke avi ko profile pic bna lea hai sanan humine larane ki koshish main hai

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

konsi mehnat…google search main barbie dala samne tasweer agayi aur link post ker diya…maria ko bata diya tha pic resize karni pare gi…shayad na hui ho ya yeh avi zaida pasand agaya ho

Re: Uncle Falker ko Shaadi Mubarak

**beGham saaHiba to yaqeenan 16 saal kii kaNwaarii rahii hoNgii na Uncle JI? :smiley: :cb:
**