humain bari uljhan hotee hai un logo sey jo apnay moonh teray karkay angraizi bolnay ki na mumkin koshish kartay hain
aur humain aisay logo sey bhi uljhan hotee hai jo aadhi angraizi boltay hain aur aadhi urdu
ab agar angraizi bolna hai tou woh pahlay bolain, ya phir urdu poori bolain ![]()
aur dono main sey kuch nahi aati tou humara deemagh na pakain ![]()
Re: uljhan
Acha :cobra:
Re: uljhan
aap school kay bachay hain jo foran sey kah dia acha? ![]()
Re: uljhan
![]()
School ke bachay agar meree thara howthay tho phir school kee koy zaroorat na hothee. ![]()
Waissay bachman mein hum tho Khoty school ke bachay theh…:dhimak:
Re: uljhan
aap khotay thay? ![]()
Re: uljhan
Ki Gal hay Jeeeeeeeeeeeeeee ![]()
Re: uljhan
aab baat karnay wallay baychray ko luqwa ho tu uss mein uss ka uss ka kia qasoor :konfued: baycharay ko munh hay he tairha tou :cobra:
Re: uljhan
baja farmaya aapnay ![]()
Re: uljhan
Uljhan sulajh gai Hay Ya NAhi ![]()
Re: uljhan
aap nay aur bigaar di ![]()
Re: uljhan
^^Woh kaisay ![]()
Re: uljhan
humain nahi pata ![]()
Re: uljhan
Pata Karo Warna Sehat Kharab Hojaigee ![]()
Re: uljhan
aap ki seyhat kharab hogi, humari nahi ![]()
Re: uljhan
i can talk in angreziii
Re: uljhan
aunty humaen bhi un logoun say bohut uljhan hoti hai jo hum ya puri jamaat ko lay ker saath her kaam kertay haen ![]()
Re: uljhan
^
humain tou aap sey uljhan hai dadi amma ![]()
Re: uljhan
likin mein poori angreizi ya urdu naye boll sukhtii ... i hav to use a mixture ov both
Re: uljhan
jas mein jaanti houn tum kon houn… so waqai mein mein tumhari dadi he hui
![]()
Re: uljhan
lolz ![]()