uljhan

Re: uljhan

Gustaak Larkee!:snooty:

Mabadowlat ko kya kaha? :asa:

Re: uljhan

chalo, aap nay kuch tou mana :wink:

aap maabadolat tou kahiin sey nazar nahi aatay humain :snooty:

Re: uljhan

Chashme pehnlo phir :p

Re: uljhan

humain chashmay ki zaroorat nahi hai :wink:

Re: uljhan

Acha jee, sun kar khushi hoowee hain humko…

Aab muje maaf karna neend araaye hain… Allah hafiz… Raab Raka. :yawn:

Re: uljhan

moonh band karkay sona, bara masla hojai ga warna :cb:

Re: uljhan

Kiya Masla Hoga ji :blush:

Re: uljhan

^macchar mun mai chala jaye ga :@:

Re: uljhan

Wah … Free Main machchar polao :yummy:

Re: uljhan

:omg:

bicahary macchar ka b tou socho..itni aziat naak maut b nahi desreve kerta woh :snooty:

Re: uljhan

Yeh Aziyat MOUN hay azyat NAAK Nahi :snooty:

Re: uljhan

hahahahahaha…jis ki jaan nikal rahi ho usko kya lagay woh kahan hai bichara :bummer:

Re: uljhan

Jaan Laynay Wala Romantic Hona Chahiyay :blush:

Phir to Kaheen bhi maut Qabool Hay :cb:

Re: uljhan

ye kehne ki batain hain…jaan lene k baad sara romanticism urh jaye ga :wink:

Re: uljhan


Well .... what can isay in this artificial place :)

Re: uljhan

London jesi ??:@:

Re: uljhan


No....GS jaisee :)

Re: uljhan

Mazeed Uljhnon se perhaiz kiya jayey ya bari bari line main aao

Re: uljhan

yahan per baari baari line mein anay ka bhi koi faida nahi… uljhanay pehlay say upni pasand ki decide ho chuki haen :snooty: