Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…
hamara tou aik hi nick hai aur yehi kafee hai ![]()
aap k kitnay hean ![]()
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…
hamara tou aik hi nick hai aur yehi kafee hai ![]()
aap k kitnay hean ![]()
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......
mujhe sirf ye kehna hai Azad se k ager aap ko tanqeed kerni hai to shoq se farmayen.. i will welcome it..
but the worst thing ab ur message was that k it was not tanqeed.. aap ne aisay andaaz main message likha jese main kisi ki poetry chori ker k likhta hoon..
mera nahi khayal k aapka comment kisi bhi tehreer k takhleeq kernay walay ko pleasing lagay ga.. aur mujhe bhi isi leay bura laga..
so please please please.. ilzaamaat na lagaya karin.. they are hurting and also frustrating plus annoying..
I hope k aap understand karain ge..
Thanks..
Regards.
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......
batao : roka bhi tha na pyar k darya bahanay say kaha : kia fayda itni bari daulat chupanay say
batao : tumhara zakhm ab tak q mujhay wesa he lagta hai kaha : kisi nay vaar kar dala maseehayi bahanay say
batao : rat jagon say dosti ab kaisi lagti hai kaha : meri tanhaayi ghat'ti hai, in k anay say
batao : konsay lamhay ko ab tak yaad kartay ho kaha : woh waqt thum jana, wo lagna meray shanay say
batao : aj tak mujhko kio tum nay yaad rakha hai kaha : bhala yadain kub mit'ti hain kisi k dour janay say
batao : ab juda hokar bhala kaisay jeogay tum kaha : marna to hai ek din, so issi bahanay say
wah ji Deadsoul kya baat hei! u write so well, subhanallah! thanx for sharing and for telling me about this adawise mei iss section mei kam aati huun.
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…
nice! something different :k:
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......
TAZAA HAWA BAHAAR KI...DIL KA MALAAL LAYGAIEE,
PAYA-E-JUNOO SE HALQA-E-GARDISH-E-HAAL LAYGAIEE
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......
batao : ab juda hokar bhala kaisay jeogay tum
kaha : marna to hai ek din, so issi bahanay say
Amazing..simply Amazing!!!!!!!!!!!!
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......
AIE ZAUQ...KICI HAMDAM-E-DEIREENA KA MILNA,
BEHTARR HAI MULAQAT...MASIHA 'O KHIZER SE !
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…
awesome
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......
ABB BHI USKO...MARAZ-E-WADA FARAMOUSHI HAI....
AUR HERR DUMM WOHI DAWA HAI...MASIHA'EE KA.........(Aali)
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…
:k: gud 1
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......
AALI jinka funn-e-sukhan mein, Ikk andaz nirala thaah,
Naqd-e-Sukhan mein zikr ye aaya...DOHAY parhh ne wala thaah...
Jane kiyon logon ki nazarein...unn takk pauncheen hum ne tow....
CHAND NAGAR k INSHA saheb.....AALI jinka haala thaah....
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......
kia baat ha sir jee
zabardast
kaha ho ap
wapis anaa hay kay nahe
Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......
thx