Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
IK
Naheen Qurbani key khaloon par to Jamaet-e-Islami ka haq hay ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
IK
Naheen Qurbani key khaloon par to Jamaet-e-Islami ka haq hay ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
G nae, SKH bhe yehi kerta hai
![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Shaikh Khan Halwai key baat kar rahi ho kia ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Shaikh and Khan are two different castes ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Main tou Rana Choudhary Ashraf Khan ko zaati tour par janta hoon ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
or men michal hussain shankar ko ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
iss par hansna tha kai :cobra: michael shaiza shankar Singh Jogaizai ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Aisay
tmharay he jan’nay walay ho sktay hain
![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
nai iss pe hansna tha jo above joke numa mara hai ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
ghalat baat par iss he tarah tamatar partay hain tumhain :shoaby:
Joke kia hota hay Thakur ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
han sahi kaha,ap ko kya pata ho ga sasti comedy kerne wale thakarr insaan ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Comedy say yaad aaya aap apni koi new poetry kub post kar rahi hain
![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
ap pe aik bohat dukhi nazam likhi hai lekin pata nai kya bat hai jb b parrhun hans hans k bura haal ho jata hai
![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
dukhi say yaad aaya …kia haal hay tumhara
![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
allhamdolillah theek hun…ap ne jo dwai di thi wo baqaidgi se kha rhi hun ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
uss dawai
kay sath sath har rooz raat ko :cobra: bhi pee lia karo ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
ye kya bazurgon wala ilaj bta rhe ho haqeem muqawee Ibn-e-khaldoon ba roz jummah ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Hakeem say yaad aaya …tum nay hikmat pass kar li hay kia
![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
han han ker li hai or unhon ne sab se pehle kuchla banana sikhaya hai tu phir kb a rhe ho ghar khane pe,mene practical kerna hai ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
kuchlay say yaad aaya tum nay qeemay wallay samoosay banay hain kia
![]()