*TuMhAiN kIa MalOoM*

ye bhi adaab hamare hain tumhain kya maloom
hum tumhain jeet k haare hain tumhain kya maloom

kese nashtar thay un ankhon main
sab k teer seene main utare hain tumhain kya maloom

jise chaho usay sab kuch sonp do apna
sab se juda usool hamare hain tumhain kya maloom

na kabhi siski or na he ah ki kabhi
dil main chupaye sab angaray hain tumhain kya maloom

kabhi ikk nazar ko tarso,kabhi bar bar dekho
ishq kay rang bhi nirale hain tumhain kya maloom

ikk saya sa lehraya tha kuch ajab sa dekh kay
phir doob gaye kinare bhi tumhain kya maloom

ab koi aas,koi umeed nhi baqi
hum tumhain jeet k haray hain tumhain kya maloom…

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

Pori ghazal he achi hay lekin yeh shair ziyada acha lagga :)

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

Tarhai muqaabley ki ghazal hey na? :slight_smile: Achey aashaar jorrey heiN aap ney :k: … keep it up Shazia ji :slight_smile:

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

awwwwww thanx apa:)

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

g nai :barbie: us ka time nikal gaya tha…thanx :snooty:

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

Koi baat nahi…time nikal bhi gaya to kya huwa…hamaarey kaam to aai ye :slight_smile:

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

:)

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

nice one

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

thnx both of you.

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

Good try and nice one Shazia :k:

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

thanx UZ.

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

Nice effort

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

Shazia apa well written…ur just :lajawab:

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

thanx Waleedu baba.

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

:barbie:

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

mujhe sab malum hai :omg:

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

toh plz mooth rakho ab :barbie:

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

mara nai aj apne kai din ho gae mujhe neend b nai ati sahi :crying:

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

Acha :eek: mujhay bhi bata do :sunnyboy: tumhain goal guppy doon ga :yummy:

Re: TuMhAiN kIa MalOoM

Bauhat Aala. :lajawab: