In Urdu this is an idiom , you are free to complete it with anything you like.
for example gs pay logon kiay baghair tumhara khana hazam nahi hota kia etc, you get my drift ?
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
Flooding ke baghair tumhara khana hazam nai hota kya ![]()
wudnt “tumhara” be rude when referrign to someone elder to u ![]()
ur teaching kids in GS cafe to be rude to elders mirch uncle ![]()
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
chappar chappar kiye baghair tumhara khana hazam nahi hota kia. ![]()
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
mai bari hoon tumse..tameez se baat karo ![]()
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
Cafe main sub chalta hay , those who care about mannerism should stay away from cafe.
Uncle hon ya auntie cafe main sub brabar hain , agar tameez cha-e-a toh Waldorf Astoria jain. ![]()
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
and I had to google Waldorf Astoria ![]()
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
Haan na most luxurious hotel in the world. ![]()
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
kaise? ![]()
nani/dadi ban gayi kya?
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
ash ki batain kiay bagahir tumhara khana hazam nahin hota kia.
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
har waqt mujhe aish ke tanay diye baghair tumhara khana hazam nahi hota kia.
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
itni raat ko gs per aay baghair tum ka khana hazim nahin hota kia?
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
itni raat ko meri jasoosi kartey hue tumhara khana hazam nahi hota kya.
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
mery haan itni raat nahi huwai yeh pouchy bagahri tumhara khana hazam nahin hota kia?
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
to ‘gapaR shapaR’ kiye baGhair aapkaa ta’aam hazam nahiiN hotaa?
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
ladkioun sy bat kiay baghir aap ka khana hazam nahin hota kia?
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
bechaare laRkoN ko aaiinaa dikhaaye baGhair aapkaa khaanaa hazam nahiiN hotaa kia? ![]()
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
aap ka khana Ittni Angraizi bolay baghair hazam naheen hota hay kia ![]()
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
^ Sannan ka khana Ghareeb/Unparh banay baghair hazm nae hota ![]()
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
![]()
Eshal ka khana mujhay ghareeb ko jhota kahay baghair hazam naheen hota hay kia :hinna:
*** kash mein un parch ghareeb nah hota
****
Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?
Kash tum MS=Unparh na samajhtay :hinna:
Sannan ka khana aaj kal Multi pakray baghair he hazm ho raha hai ![]()