...............tumarah khana hazam nahi hota kia?

Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?

mein nay multies say doosti kar li hay :wink:
MS :konfused:

Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?

:eek: so that friendship ker k unn k raaz ugalwaa lo…her koi meray jaisa intelligent nae hota :smokin:

MS= Morgan Stanley :@:

Re: …tumarah khana hazam nahi hota kia?

woh to main shakal aur writing daikh kar he andaaza laga laita hoon kahan mein aur kahaan MS :hinna: kash mein ameer hota :teary2: