Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

“Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi”
“Jidhar dekha udhar Tu hi nazar aaya or nazar aaya kuch b nahi”

“Duniya waloon ny be’waja badnaam kr diya mujhy”
“Main ny bas tera dil churaaya or churaaya kuch bhi nahi”

“Bas ik tujhi ko khona nahi chahty thy lekin”
“Hum ny bas tujhi ko Ganwaya or Ganwaya kuch b nahi”

“Wo jis ko yaad kiye beghair soty nahi thy hum”
"Usny bas hamain hi bhulaya or bhulaya Kuch b nahi.

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

Hamesha tumko chaha aur chaha kuch bhi nahin

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

lovely.........bro

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

yes. as per blessed2006 'aish is the most beautiful woman on the earth' :p

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

aaj ka bata`ayn....daikha hy aish ko?

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

aaj aai thi kia? Kahan per?

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

2 ya 3 din pehly geo news pay khabar thi aish ki w8 loz krny ki

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

Video bhi thi aish ki Khoob moti ho ga`e hy

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

Didn't watch that. 2-3 din pehle meri tabiyat na-saaz thi.. acha hi huwa nahin dekha nahi to ab tak na-saaz hoti :D

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

ab wo moti ho ya patli... kehlae gi to Mrs Bachan na

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

^hmm............
Ab kaisi hy Aapki tabiya...?

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

boht behtar hai aur behtri ki taraf gaamzan

Re: Tujhi ko apny dil me basaya aur basaya kuch b nahi

ALLAH mukammal seht`yaab kary.......... AAmEEn

Thanks Jigar