Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
humay khuda ne issay kis ne banaya:p
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
humay khuda ne issay kis ne banaya:p
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
jis nay mujhay banaya us kay laat mar kay tumhay bhagaya
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
KSA ki jagah yeh kaha se aya:D
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
Ksa tum say dar gae aur mera number aya :p
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
maiN sumjha JL akaila hai per us ka partner bhi aya
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
narazgi ki bhi koi haad hoti hai .. kia reham na aya ![]()
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
3 parathay 8 anday kha kay bhi zor say aya ![]()
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
ab bhool gya kia khayal aya
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
mujhay bhi kuch nahi khayal nahi aya
Re: Tujh ko dekha
tujhe deakha to khyaal aaya..
aagey nahi aati.. :(
Re: Tujh ko dekha
jab tumhay shair nahi aata tou Q koshis karti Ho stupid ![]()
Re: Tujh ko dekha
oyeeeee miss pathan yeh shair ATA hai ATI nahi:smash:
Re: Tujh ko dekha
^ tum ko dekha tou ye khayal aaya
zindigi zoo aur naya bander aaya
:halo:
Re: Tujh ko dekha
^ abay aata hi likha hai JL khan :bash:
Re: Tujh ko dekha
![]()
m not stupid.. ![]()
JL..
aata ho ya aati ho.. i dun care.. ![]()
tujhe deakha to khayaal aaya..
1 ke baad 2 aaya.. ![]()
yeah.. mujhe bhi aati/aata hai.. ![]()
Re: Tujh ko dekha
cheating cheating … purana shair hai .. viva naya sunao