Re: Tujh ko dekha
phir se..![]()
ker diya hai empty..
Re: Tujh ko dekha
phir se..![]()
ker diya hai empty..
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
jaisay kisi mall mai paindu ghuss aya:p
Re: Tujh ko dekha
very funny..
next..
Re: Tujh ko dekha
![]()
.
.
.
.
tujhay dekha tou khayal aya
samosay khatay huway pakorooN ka zayqa aya
Re: Tujh ko dekha
samosay.. ![]()
next..
Re: Tujh ko dekha
tujhe deakha to khayaal aaya..
![]()
continue plz.. ![]()
Re: Tujh ko dekha
tujh ko dekha tou khayal aya
massom chahray pay pyar aya
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
ajj mai GS par q aya:p
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
JL ko date pay ksa nay jaldi bulaya :p
Re: Tujh ko dekha
satya naas:smash:
.
.
.
.
tujhay dekha tou khayal aya
jo bhi aya bhut bura aya:p
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
teri chori pakarnay mai cafe' aya :p
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
shaitan ka chota bhai bhi aya :p
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
aur khayal kartay kartay mai so gya:sleep:
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
JL ko khuab may Ksa ka khayal aya :p
Re: Tujh ko dekha
kahi tou aram se rehnay dou yaar:smash:
.
.
.
.
tujhay dekha tou khayal aya
Ramadan mai tou shaitan band hai yeh kaha se aya:eek:
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
meray pinjray ki chabi tou khud hi laya
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
mujh jaisay shair k paas yeh bandar kaha se aya
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
shair ki khaal mai ghada kahan say aya :p