Tujh ko dekha

Re: Tujh ko dekha

kitna sach khayaal aaya.. :rotfl:

Re: Tujh ko dekha

wah wah mukarrer mukarrar :mocking:

Re: Tujh ko dekha

mujhey buss ye hi ata hay.. aur naya mein bana nahin sakti.. isse se guzara kero.. :halo:

Re: Tujh ko dekha

wah wah :clap:

Re: Tujh ko dekha

:konfused:

kya? :bummer:

Re: Tujh ko dekha

:blush:

shukria shukria :blush:

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tou khayal aya
sar bohat khujaki hai kia duoN ka khayal aya

Re: Tujh ko dekha

tumhay nahi jal kukri ko kaha tha:halo:
.
.
.
.
tujhay dekha tou khayal aya
jaisay block id se worng # aya:halo:

Re: Tujh ko dekha

tujhay dekha tou khayal aya
maray kis gunah ka badla lainay JL aya

Re: Tujh ko dekha

tujhay dekha tou khayal aya
jaisay mujhay dhoondnay mau ka farishta cycle pe aya:bummer:

Re: Tujh ko dekha

tujhe deakha to khayaal aaya..

:snooty: 2 b continued..:stuck_out_tongue:

Re: Tujh ko dekha

^ :bash: adn :bailan:

Re: Tujh ko dekha

aagey aap ki turn.. :p

Re: Tujh ko dekha

tujhay dekha tou khayal aya
mujhay jal kukri ka khayal aya:halo:

Re: Tujh ko dekha

:hoonh:

tujhe deakha to khayaal aaya
atif ke baad aslam aaya.. :stuck_out_tongue:

Re: Tujh ko dekha

2 dou ek saath:hoonh:
.
.
.
.
tujhay dekha tou khayal aya
karachi k baad sahiwal aya:halo:

Re: Tujh ko dekha

:blush: jee dono aik saath.. :stuck_out_tongue:

next..

Re: Tujh ko dekha

tujhay dekha tou khayal aya
jaisay tumharay naam k baad mera naam aya;)

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu khayal aaya
tumhein ooper walay ne kiyuyn banaya :)
jk

Re: Tujh ko dekha

:mocking: