Re: Triple Talaq valid?
so is me bura mannay wali kaunsi baat hay Nomica, ofcourse, Quran main aisa bohat kuch hay jo hum ghor se nahin parhtay, aap isko aisay kyun le rahay hain ke hum itnay kam aqal hain? aap isay aisay bhi to lay saktay hain ke Allah ki har baat itni gehri hoti hay ke isay samajhne main yaqeenan bohat aqal require hay!!