Re: Tribute to IQBAL (The Gr8)
maanad-e-sehr sehnay gulistan main qadam rakh
aaey tahay pa gohar-e-shabnam to naa tutaay
ho kohh-o-biabban se hum agoosh lakin
hatoon say teray damen-e-aflak na chutay
Haspania tu khunay musalman ka ameen hay
manind haram-e-pak hay tu meri nazar main
posheda teri khak main sajdoon kay nishaan hain
khamoosh aazanein hain teri baad-e-sehr main