Re: translate
mashaa Allah, 50% to safar tai kar liyaa! laptop lap meN hotaa hai is liye dusra lafz bhii saqeel urdu kaa hii honaa chaahiye
hai na? oopar/baalaa alfaaz ke 'ivaz koi aur laf talaash kareN…‘sitting’ ke ham ma’nii koi lafz…ab chaleN talaash kareN ![]()