Toxic Fazal...

Re: Toxic Fazal…

Issi like Militarty courts laa rahay haiN, kay aainda Saholat Mirza jaisay laTkayaiN ja sakay, aainda koy 30 second pehlay maafi nama na lay ker aa jaye, aainada koy Political Party govt ko black mail ker kay Saholat Mirza & Ajmal Pahari ko na bacha sakay, tak Malik Ishaaq jis nay masjidooN maiN firing kerwa’i woh choot ker mazeed blast na kerwata phiray…