Toxic Fazal...

Re: Toxic Fazal…

mairay bhai kis ney kaha taliban ko kuch nah kaho ? kia saray madarsay wallay terrorist hain ? kia saray liberals frishtey hain jo Pakistan key sir bulandi k liye kaam kar rahay hain ?
tamam molvi muashray mein nafratain phaila rahay hain aor liberals AH muhabatain ? sub ko aik lathi say nahin hanka ja sakta hay.
tamam darhi walay terrorist nahin hain sirf yeh bat kahi ja rahi hay jis ko sunanay ko koi tayyar nahin.

Altaf gainda k kahnay per keon phansyan roki jati hain ? kia kissi aam shakahs ko qatal karnay walla qatil nahin hay ?