Toxic Fazal...

Re: Toxic Fazal…

baray maharbani MQM bhi aik mazhabi tanzeem k sath mil ker mazhabi dahshat gardi kar rahi hay aab aankhain band karnay say haqaiq tabdeel nahin hotey hain :cobra:

jitnay target kiler pakray gey hain woh sub mukhtalif friqay k logon ko martay hain to yeh mazhabi dahsht gardi nahin kahlati hay ?

JUI key demands bilkul theek hein woh bhi kai salon say election larti ai hey

http://ummat.net/2015/01/11/images/story5.gif