![]()
Restored attachments:
Re: ???
Laal Tain ![]()
Re: ???
.
khud e tou likha hua urdu mein, bey laam bey = bulb ![]()
Re: ???
bOHAT dOOR KI LAY :halo:
Hoshyari dikhany ka nahi kaha gaya. ![]()
Re: ???
Us zamane se baahir aao
aur Humein yeh batao
k
Energy Saver ko urdu mein kiya kehte hain??:sadiyah:
Re: ???
pehly mery sawal ka jawab chahy mujhy.![]()
Re: ???
aaj k daur ki baat karen
Re: ???
aaj k daur ki baat karen
main purany daur ki hoon porani batain karungi, Jaab dain
Re: ???
main purany daur ki hoon porani batain karungi, Jawab dain
magar Hum us daur k naa hain
lihaaza kisi aur se poochein:p
Re: ???
to khamoosh rahain na phir ![]()
Re: ???
theek hai
magar ek aakhri baat
Re: ???
Kia?
Re: ???
Kiya Aapko yaqeen hai k
Aap k daur ka koi Aapko nazar aa jave ga
albata churail dikhne k chance ziyada hain:p
Usi se dosti karna aur apne sawal ka jawab haasil karna:biggthumb:
Re: ???
kyun yahan sab nanhy bachy hain kia?
yahan ki Guppans khawatin hi hain tamam kuch chand hongi jo larkian hongi including me :halo:
baqi guppies ka nahi maloom kia pata wo jinn hon lambi lambi umroon waly kia pata ap bhi jinn hon ek guess kia hy kia bharoosa ![]()
Re: ???
Haan
Aap k muqaable mein to
nanhe nanhe chunne munne bache:cryb:![]()
waah kiya baat kahi hai:clap:
bari jaldi party badal li:@:
Baaqiyon k baare mein to Hum kuch nahi keh sakte
Humein to sirf apna maalom hai
Guess:hoonh:
teer hai yeh
Re: ???
jo baat sach hy wo kahi hy is main party badalny wali kia baat hy, to mera guess sahi raha. ![]()
Re: ???
Haan
party hi to badli
pehle kaha 60 cross kar chuki
ab palti maar k mid 20’s mein ponch gai
![]()
kisi ne aa k Aapko kuch kaha??
Re: ???
yeh baat sach hy wo to aisay hi tha, pr apny jo samjhna hy samh sakty hain.
mujhy apki baat sy hi laga.
Re: ???
.
ab tou dikha chuke hum ![]()
Re: ???
ainda hoshyari nahi dekhana jahan zrorat na ho.![]()