lo mujh se kyun pooch rahey hain..khud Quaid-e-Azam k bhi Quaid-e-Azam se milein hoon gay… ab is umer mein yaadasht ne kamzoor tu hona hi tha..chalo rehene dein..nanhey per bojh nako dalein .. Quaid-e-Azam ko tu nahi un k great grand son ko dekha hai mein ne..mashAllah …
Neelam Ghur mein bhi khade ho jayein beshuk..mufti ka bhi nahi jana aap ne…:halo:…
ji mein bhi ammi ko kehti hoon k Allah ka shukar ada karti raha karein k hum padharein hain un k ghur..aap logon ka bhi thanx dey doon gi un ko..thank u thank u....
Allah hafiz……ps:..mein bhi sooch rahi hoon ab uth hi jaoun..hai na na ..
lo ji…Dadda Abba..aap jaise shareefon mein 1 aur adad add ho gaye hain..:halo:..
shareefon ki definition hi mashAllah ulti ho gaye hai ab..:halo:..
…ok ji ab pakka pakka bye shye…eek…ab doobara aney k liye abhi uthna zaroroi hai..na uthi tu phir bachon gi hi nahi aney k liye…eek.. lekin mera bhi kia dosh..aap logon ki patar patar khutum hi nahi hoti..kab se keh rahi thi k ja rahi hoon mein....
ok Allah hafiz sab logon....takecare vakecare…n bye shye....
ps: oh haan …chalo 1 sach tu mana hamey great keh kar…baqi sach bhi man jayein gay…hahaha ..kissi ko pasand nahi kiya na..acha acha..haha chalo time deyti hoon sach bolne ka..hahahahahahaha…ok bye shye…..
kia kaha great grand son nay ap ko daikh kar ? poocha hoga k unn kay Great Grand kaisay thay :-p
lol neelam ghar bhool gayeen kia ? ap to uss waqt kafi bari hongi , ni ?;-p
haan jain ab ammi ka haath batain jakar, aur haan ammi ko kehna k apnay paas hi rakha karain ap ko ziada… ham beecharoon kay kaanon par reham :-p
and naik kaam main sochnay ki nai karnay ki zaroorat hay, q k mujhay bhi jaana hay, khaana thoonsnay hehe
ji karne ka tareeka ana chaye bus....
(btw btw yeh shair kis ka hai..mein ne suna hai pehle kahin....)
ab dekho mein ne phir Allah hafiz kaha tha..phir patar patar ho rahi hai yahan..ab kis ka dosh hai yahan....zara chup karne ka kasht karien gay takey hum tashreef ley kar jaye…..