Re: …
and he steps into a minefield .. ![]()
Re: …
and he steps into a minefield .. ![]()
Re: …
han han.. blah blah blah… dang dang dang… ![]()
tu jao hummai kiya ..
… waise tabyat ko kiya huwa tha??? tello tello?
Re: …
haaN aap bhee bolo ![]()
Re: …
ab zyada maske lagane ki zaroroat nahi hai ..woh bhi ade vade vade sach bol kar…:Pretty:..bus kabhi ghuroor nahi kiya hum ne..
..
chalo ab agar itna sachj bol hi diya hai tu khud hi Allah hafiz keh deyti hoon..warna tu mein ne bade myan se kaha tha k msg dey dein…ab woh kahan is umer mein kasht karein gay…:halo:..haan tu takecare vakecare karni ho tu kar li ga..warna mujhe koi farq nahi padta hia..
..Allah hafiz…
ps:..aainda zara gustakhiyon se door door hi rahi ga..
..
..
Re: …
haan teacher ban jaana bari hokar lekin hellow…:-p
zahir hay k i said 15 and 16, lekin bongoon ko add karna kahan aata hoga :-p
waisay itni dair main to Haleem pakk bhi chuka hota
chalain jain Rab Rakha and take care vare, Allah hafiz
and safai karlain to kapray bhi dho daina :-p bye hehe
Anwaar Miaan, aap khud hi parh lain apna Salam :-p
aur abhi hamari taraf say bhi Allah hafiz
zindagi nay moqa dia aur mood howa to phir kabhi isi tarah sab say baat hogi, t5ab tak liay Pakistan Zindabaad :-p
Re: …
haan haan sach sun kar aksar bolti bund ho jati hai..n yehi bla blah nikalta hai…:halo:..
haan tu hamey bhi kiya..
…n howa hai kuch..i mean ho raha tha kuch..phir ruk gaya hai..
..phir theek ho gaye hoon..smack…n kyun bataoun
..
ab hum ja rahey hain..bye shye..takevare vakecare karna mana hai aap ko..
..Allah hafiz..
..
Re: …
han aor kiya..
ab dekhna lambaiiiii lambaiiii replies ![]()
Re: …
phew
Allah Hafiz ho gaya hai
![]()
Re: .......
I know Rabbo is one oand only ...the great person :-)
khush raho,
ALLAH HAFIZ KK, AQ and Rabboo waving
Re: …
haha in ko dekho zara Quaid-e-Azam ki jamat mein se ayein hain abhi abhi..,Pak zindabad tu aise keh rahey hain jaise next elections mein inho ne hi khada hona hai…:halo:..
ohhh add karna tha 15 & 16 ko..acha acha..tub bhi adhi umer hi banni thi..:halo:..
chalo amma ki awaz aa gaye..
..Allah hafiz…
…
Re: …
Ammmmmmmmmmmmmaaaa jaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaan !!!
Zindaaaah baaad
![]()
Re: …
..suno suno sab logon..dekho buzurgon k comments
…pehli dafa sach bol rahey hain chaiti chaiti sun lo..phir bolein na bolein..:halo:
** Anwaar Qureshi sahab ** kahein tu thodi deir ruk jati hoon itna hi phew shew nilkal raha hai agar aap ka..
…
Re: …
keh to dia tha Bari bi hoonh
aankhoon ka ilaaj …nai nai aankhoon ki machein kahan hay ? :-p
bye all :-d
Re: …
chalo me bhi thourda sa jhoot bol loun .. ![]()
Raboo is gr8..
Allah HAfiz
Re: …
Kaun andaazaa kar saktaa hai uss kee zor-e-zubaaN daraazi kaa
aik hee jumlaY saY nikal jaatee haiN hum maasoomoN kee cheekhaiN
![]()
Re: …
haan tu bade miyan meri post k baad kaha tha..
..
n is se pehle phir zabardasti thanx vanx mangein..mein khud hi keh deyti hoon..thanx vanx msg kuch LOGON tuk puhunchne k liye..
..
bye shye …
..
Re: …
kaisay thay Quied Azam dikhnay main ? kia karoon main to paisa (eejaad) nai howa tha na jab… iss liay aap say pooch raha hoon :-p
heheh nai ji Neeelaam Ghar :-p
shukar kuch samjh to lagi hellow
ammi ko thanks kehna ham sab ka mocking
Allah hafiz :-d
Re: …
wah wah wah..dekho Kamo Kaka aap k liye shair likha hai kuch buzurgoon ne :halo:..
n masomon tuk tu theek tha yeh HUM lagane ki kia zaroroat thi..aap kahin khuda na khaasta apne aap ko tu masoom nahi keh rahey..
..
Re: …
naheeN naheeN :o
maiN tau sirf aik shareef bandah hooN… :halo: