.......

Re: .......

sigh...

aik arsay baad kuch apna apna sa laga yeh shehr-e-anjaan...
Carice, AQ, KK... yaar I should keep habit of keeping me away...
so ziada achi achi batain na likho k aana paray wapis...

abhi main chalta hoon ... ayoonga phir kabhi baa dmain Rab Rakha sab ka...

Rabboo bye :-p

8th and final time Allah hafiz

Re: …

:smack2: ja bhi chukko … :frusty2:

pakka pakka 7th time Allah HAfiz.. :wave:

PS: SUnnain na… ab kab aayen gein rings some bells??? :halo:

Re: …

:slight_smile: chalo phir kabhi … mera quota bhi poora ho gia July ka aaj tu :hehe:

Rub Rakha

Re: …

:hoonh:

emotional rotoo :o

Re: …

:wave:
You can take this similie in whatever way you like..Could be that I have come here or that I am leaving :smiley:
Mein bhee chala jaoon kia?

Re: …

I never ask anyone to leave. suchi :teary1:

Re: …

Senti-MENTAL ho gaya hai kharoos :o

Re: …

You did, you did, you did. Anwaar ke seene par mukke maaring emotional ho ke

Re: …

chul bay chul
aagaY chul :hoonh:

Re: …

:hehe:

hello shello Capri… kaisai mizaaj hain???

Re: …

imagining the scene araam se araam se… choorian toot jain gein :hehe:

Re: …

Welcome Back :halo:

Re: …

thank you :slight_smile:

sunna hai dubara ban wan hu gai thai??? :halo:

Re: …

:hehe:
Larkion kee ghair mojoodgee mein dramay-baazee na karein to kia karein :smiley:
Aaap bhee kasam se bare woh hain :blush:

Re: …

hehe @ dramay bazi…
ayse na bolo … kuch kuch hota hai :blush:

Re: …

kub kee baat hai :konfused: since january abhee tuk tau bachaa huvaa hooN :blush:

haaN: Feedback forum maiN Marshal Law lug gaya hai… bahut ziadah such bolnaY kay jurm maiN… dil dukhaa diyaa thaa maiN nay kissi kaa :teary1:

Re: …

Mein ja rahee hoon :blush:

Re: …

wo kissi thread kai title mai dekha tha.. something shocked wocked .. :halo:

tu na bola karo na itna … … :stuck_out_tongue:

Re: …

aaye ho abhii… baitho tu saheee .. :hehe:

waise kia haal chaal hain :slight_smile:

Re: …

kehtaa hooN such kaY jhooT kee aadat naheeN MujhaY

:jhanda: