Re: …
Anwaar Qureshi is still ere
..
ps: agar shair itna hi fazool tha tu likhne ki bhi kia zaroorat thi jo chupa liya hai sig. mein..:halo:..
Re: …
Anwaar Qureshi is still ere
..
ps: agar shair itna hi fazool tha tu likhne ki bhi kia zaroorat thi jo chupa liya hai sig. mein..:halo:..
Re: …
aap ko kis terha pata chala tha..yeh kaun khabre phaila raha hai ..
…n nahi rehabs mein aap apne ilaaj k liye jaya akrein…ho kar tu aa bhi gaye hain..kaisa raha :p…
ps:… acha hai kissi aur ko nahi bhugatna pade ga..:halo:..
Re: …
waisay log itna jaltay q hain jab koi khush hota hay khushi say to ? :-p
haan ap k hotay howay aatma hatia ki kiaa zaroorat … bas do chaar ghantay sath reh lo, banda khud hi tain tain fish :-p
Re: …
bas kissi joggi baba ne bataya tha… wo kia kehtai hain unhain Anaat Yaammi shaammi .. ![]()
PS: .. :snootaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa:
Re: …
chchc har baat per tu munh mein pani aa jata hai…waise ethopia se kab bhaagay aap? :halo:..
haan exactly..aap ki samajhdari ki baatein tu aap k jitne samajhdar log hi samajh sakte hain..Allah hamara shumar aqalmundon mein hi rehne dey Ameen..:halo:..
ji aap ko UN k kanon ki chinta karne ki BILKULLLL zarorat nako hai..mein hoon na…zyada prob howi us k kanon ko..tu kanon se hi farigh kar doon gi…![]()
aap masoom n shareef n upar se bachey
..chchc kitni cheezon ki definition badal di hai…n nahi mein chali gaye hoon yeh meri rooh hai..:halo:…kia hi indian actresses wala sawal kia hai..aap aa gaye??,anni hai na woh nazar nahi aata ussey samne jeeta jaagta banda khada hai..phir bhi pochti hai..halo..
Re: …
saaf chuptay bhi nahi
nazar aatay bhi nahi (wa wa wa wa ) hellow
ps: kaisa hay bay tu ?
Re: …
ji bada ehsan kiya aap ne everyone per…:halo:..
ps: salam n hal chal bhi bata hi dein..takey yeh formality tu poori ho..:halo:..
Re: …
Shaitaani KhopRee ![]()
[thumb=H]dada14734_9558382.JPG[/thumb]
:rotato:
Re: …
chchc bolna ata nahi hai per bol kar kachoomar zaroor banana hai…ANTAR YAAMI hota hai paindo logon…:halo:..
ps:…
…chalo jao piyaz viyaz kato..n apne kaam per lagein..
..
Re: …
![]()
maaf karo bibi ![]()
Re: …
han wo he… ab itna bhi asar naheen huwa mujh pur ke hindi shindi bhi aa jai ![]()
PS: han han Ja he rha hon… miltain hain 1 2 saal baad ab :halo:
Re: …
HAWWW HAYEEEEE…
..1 tu mein ne itni badi rehm dili ka saboot diya hal chal pooch kar..upar se bhao…
..
jaye jaye maaf kia maaf kiya…hum bhi itne ehsan faramosh logon se kia baat karein…chi chi … tobah tobah …
Re: …
haan ap ko to award milna chahyay … bachoon ki head mistress ka :-p
waisay ‘he’ will more than happy agar ‘uss’ kay kaan hi na rahain to heheh go for it :-p
and haan to aur kia, main masoom, shareef and bachaa…sirf 15 and 16 ka to hoon abhi mashAllahs ay angel…
Rabooo…hichki Rabooo aik aur hichki shabnam istayl… tum 2-12 aagayeen Rabbooo ? pani ka tanker lai ho Rabbo ? agar aagai ho to lagay hathoon ghar ki safai bhi kardo pweej
Re: …
![]()
Re: …
haan ab pariyon ka i mean ‘asal wali pariyon’ ka asar howa hota tu aa jati hindi bhi..per ab churailon ka jo kafi asar hai
..
n nahi abhi idher hi rukein..pehle hum jayein gay..
..
Re: …
ROFL yani hamaray billay baloongray hamain hi bhow bhow rotfl ;=)
hyy…kia yaad dila jaalima…shaitaani khpariaa…ab to wo maazi hogaya hay ![]()
Re: …
hain kyun bachon ki headmistress kyun??? nahi nahi abhi mera koi teacher veacher banney ka mood nahi hai..jab banon gi tub zaroro mile ga award ..n zahir hai..ab hum se behter bhi ho sakta hai koi..:Pretty:..
ji ji hum kar lein gay UN ka ilaaj..aap chinta nako karein..
..
waise bade miyan 15-16 sal ka howey we aap ko 15-16 sal ho chuke hain ab :halo:..hosh mein aa jaye..
n RABIA naam hota hai mera RABOO nahi hai ..
…n ghur ki safai k liye aap ko rakha hia na…chalo kaam per lag jaye..ab hamare jane ka samay ho gaya hia…tu bye shye…n takecare vakecare bhi..
..Allah hafiz..
ps:..apne Anwaar Qureshi ko bhi Allah Hafiz keh di ga meri taraf se…itni tu tehzeeb baqi hai hum mein abhi..snooty..
Re: …
abaY woi tau.. ![]()
lagtaa hai maiN nay bhiR kay chattaY maiN haath dal diyaa hai:(
aik jumlaa bolo tau dus jumlaY sunn-nay paRtay haiN.. azaab-e-Ilaahi:teary1:
rabiaa is a jaan of any thread:D