Tolerating the wrong ..

Re: Tolerating the wrong ..

woh sab theek hai.. mager app ki baat sirf appka nuqta nazar hosakti hia.. iss ko pori ummat e muslima ka nuqa nazar nahi kaha ja sakta hia…

chonkay app nay aesi bay rabt baat ki hia.. lihaza isko sabit bhi app karain gain…

ta waqtiya… iss silsaly main appp ki baat sareehan ghalat hai… aur afwah kay manind hia…

aur bura mat maniye ga… deen kay mamly main ehtiat bohat zaroori hia… lihaz aesi baton say parhaiz karin jis main apkay pass thoos daleel na ho…