To those living in Sindh province..

Re: To those living in Sindh province..

o bhai jan mein ney kub kaha in k ilawa sharab nahin mil sakti apna zati tajarba bata raha tha :cobra:

bhai islambad aor lahore mein bhi hum log aik ghari muslim ko lay ker jatay hain lekin jo zara ziyada jaan pahchan walay hein woh aram sey lay laitey hain :sunnyboy:

samjh mein ai bat k agli bhi gai ?