Timepass

Re: Timepass

**qarz hamesha ****‘haNs’ **ke hii liyaa jaataa hai :cb:

Re: Timepass

lekin mere pas koi paisa nai hai :frowning:

Re: Timepass

aur jab koi wapis mangay to hans ke hi dikha dia jata hai :omg:

Re: Timepass

achha howa. :hehe:

Re: Timepass

**FREE meN pilaauuNgaa…****FREE **kaa sun ke MOOD ban jaayegaa? :cb:

Re: Timepass

:frowning:

ab main shopping kese karon gi :teary1:

Re: Timepass

Free chai main sirf EB ke 10 star dhabay se piti hon:D

acha agar ap ka itna hi mood hai to khuch khanay ke liye la dain :smiley:

Re: Timepass

**jo qarza vaapsii kii niyat se liyaa jaaye vo qarza nahiiN kahlaataa…****qarz to hotaa hii hai hazam kar ke Dakaar bhii na lene kaa naam **:slight_smile: :wink:

Re: Timepass

Kyun, parwaton per laganay kay liye khizab khatam ho gaya hai?

Re: Timepass

nai main jab qarz lon gi to wapis bhi karon gi :omg:

lekin masla hai ke ab koi mujy deta nai

Re: Timepass

khizab to hai lekin parwaty khatam hotay ja rahay hain. u know umar ka taqaza :bummer:

Re: Timepass


hmmm...u ne FREE ke aDDe pahle hii DhoonDh rakh rakkhe haiN :) chalo to khaane ke liye mere paas meraa **bhejaa hai...FRY kar duuN?**** ;)**

Re: Timepass

aDDa nai wo dhaba hai…khabardar jo dhabay ko koi new naam dia :smilestar:

nai wo bheja jo ap ke pas hai wo mere liye bekaar hai :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

apnii niyat saaf karo…qasd-e-naa_dehindagii iKhtiyaar kareN to qarze inshaa Allah bil zaroor mileNge :slight_smile:

Re: Timepass

:salam: kiya hora hai

Re: Timepass

qasd-e-naa_dehindagii :omg:

theek hai ab yehi kar ke daikhti hon :smiley:

mashwara dene ke liye koi shukariya nai :snooty:

Re: Timepass

are baba…dhaabaa bus aDDe ke aajoo baajoo hii huaa kartaa hai :smiley: kiuN? meraa bhejaa pare az haazma hai kia? :smiley:

Re: Timepass

:wsalam:

ap ka intezar :@:

Re: Timepass

:nahi: EB ka dhaba 10 star hai aur wo aDDa bilkul nai hai :emmy:

nai main khas phos nai khati :omg:

Re: Timepass

Burhappay mein yeh toh hoga. :hehe: