Timepass

Re: Timepass

:wsalam: **kuchh nahiiN hoing…isii baat kaa to ronaa dhonaa hai :smiley:
**

shukria adaa karnaa bhii kia qarz kii soorat ho gayaa? hehe

Re: Timepass

haan na ap se ziada kis ko pata hoga. ap pe to pichlay 60 saal se yehi dour chal raha hai :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

:hehe: nai main ne faisla kia hai ke ab main shukariya ada nai karon gi :snooty:

Re: Timepass

Abhi 60 ka nahin howa 8 din baaqi hain. :p

Re: Timepass

‘ghaas phoos’ khaanaa bhii mat…police pakaR ke le jaayegii…qaanoonan ‘grass’ Ghair qaanoonii hai :slight_smile:

Re: Timepass

qasam se tumhaaraa Khoon mujh pe waajib-ul-adaa ho gayaa…:cb:

Re: Timepass

acha agar hum 60 main se 8 minus kar dain to baqi kitna bachay ga? :confused:

Re: Timepass

ye dono posts meri samajh se bahir hai :snooty:

:stuck_out_tongue:

:omg:

Re: Timepass

Maths mein hamesha fail howee hain aap :emmy:

Re: Timepass

ap ko ye secret kese pata chal gaya? :teary1:

Re: Timepass

app phir phullay khaaye. :khumar:

main hazir hon :@:

Re: Timepass

chalain ab qoumi tarana sunayen :smiley:

Re: Timepass

Jub mein nay aap say poocha tha 2+2 ka jawab toh aap nay kaha tha 17

Re: Timepass

u ko bhi maloom chal giya :@:

Re: Timepass

samajh se baahar kiuN ho? samajh ke andar aa jaao to sab samajh aa jaayegaa :smiley:

yeh phullay kii honda puttar? haha :wink:

Re: Timepass

hawww ap ne wo abi tak yaad hi rakha hoa hai main ne bad main ap ko keh bhi dia tha ke 2+2=22 hota hai :(

Re: Timepass

kia matlab ap ko bhi pata tha? :(

Re: Timepass

Sub koh patta hai inn kay udhaar lenay kee aadat aur maths mein nekama pun. :nahi:

Re: Timepass

:@:

Re: Timepass

main aj kal be-fazool-mandi ke baton se door rehti hon :snooty: