Timepass

Re: Timepass

kon hain wo :hmmm:

mujhy un k naam btayen abhi un ka dar nikaluN :asa:

khatam kaisy ho gyi :emmy:

Re: Timepass

Sheeshay mein dekhein, nazar aa jayein gey. :smiley:

Re: Timepass

mere pass PATTE KHATAM ho gae:bummer: meko to cha puchn:@:

Re: Timepass

me k pass shesha nhi hy :@:

ap chai k cupS k sath wo b bhijwa dain :@:

Re: Timepass

Supermarket say ja ker ley ayein. :emmy:

Re: Timepass

:yahoo: eid was funnnnn

Re: Timepass

eid par kiya kiya?

Re: Timepass

good afternoon poetry walo :@:

Re: Timepass

good morning poetry walo :@:

Re: Timepass

:barbie:

hmari subah pehly hui :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

:salam: yaa Ahl-al-“waqt-guzaarii” … kia aHvaal-e-waqa’ii haiN? :slight_smile:

Re: Timepass

hamari subh ab hoi "yawn:

Re: Timepass

:salam:

koi hai?

Re: Timepass

**:salam: haN, merii rooH hai…maiN nahiiN huN! :smiley: :slight_smile: **

Re: Timepass

:wsalam: cholo jee pehlay yahan sirf bhoot aur robots hotay thy ab rohain bhi aana shoro ho gaiN :smack:

Re: Timepass

**u ne ****JINNAAT **kaa tazkirah nahiiN kiyaa? vo bhii to tashreef farmaa hote haiN!!! :cb:

Re: Timepass

ohh haan jinnat bhi tashreef ka tokra utha latay hain kabhi kabhi :disgust:

bas insan hi kam aatay hain yahan :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

**yeh to bilkul bajaa farmaayaa…kal maiN ne yehii 'arz kiyaa thaa :smiley: aadmii ko bhii moyassar nahiiN insaaN honaa! :smiley:

**vaise, i’m 2-in-1 :smiley: JIN-in-BADROOH:cb:

Re: Timepass

main ne insan kam aatay hain kaha tha…ye kaheen nai kaha ke aatay hi nai :snooty:

acha mubarak ho ap ko :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

oh achchhaa…wakeel-e-safaaii/safaayaa ban gaii ho :stuck_out_tongue: thankoo thankoo…do din se kahaN ho? nazar hii nahiiN aatiiN :smiley: