Timepass

Re: Timepass

*aaiye aaiye...kia KhabreN laaii haiN? *

Re: Timepass

abhi ki taza khabar ye hai kay mujhay bhook lugrahi hai :yawn:

Re: Timepass

mujhay bhook bhi lag rahi hai and neend bhi aa rahi hai :yawn:

Re: Timepass

**^ oh...i got a great idea! :)

so jaayeN aur khaanaa Khowaab meN khaa lijiyegaa apne pasand kaa...jo dil kare!!! :D**

Re: Timepass

mera dil karha hai afghani kabab plate khanay ka :yawn:

Re: Timepass

^ khaayeN shauq se magar mujh jaise GhareeboN ko na bhooliyegaa :) aadhii seenii idhar bhii :D

Re: Timepass

acha phir BRB mai lakar ati ho order kardia mane :D

aye abhi :D

Re: Timepass

^ thankoo...ab jab kabaab kaa intizaam kiyaa hai to ek rikaab biryaanii kaa bhii kar deN :) shukria :)

Re: Timepass

oh oh…ab kaisa hai galaa? agar dard ho to kisii se dabvaa leN :cb: Allah kare jald Theek ho jaayeN…aameen…take lots of fluids and strepsils :slight_smile:

maiN Dance karuuNgaa to building hill jaayegii…log samjheNge zalzala aa gayaa :smiley: Tsunamii kaa intizaar karne lageNge :slight_smile:

**shaadii Khaana barbaadii hai…maiN to shaadii shuda logoN kii zaindagiyaaN dekh kar samajh gayaa huN…yeh yaad rakkheN k:

-jo Ghalati kare aur usse koi sabaq na le vo aHmaq kahlaataa hai
-jo Ghalatii kare aur usse sabaq Haasil kare vo 'aqlmand hotaa hai
-jo dusroN kii Ghalatii se sabaq le vo daanishwar kahlaataa hai

so, maiN ne dusroN kii GhaltiyoN se sabaq seekhaa hai to mujhe aap kia kaheNgii? :smiley: :cb: :omg:**

**haN saHeeH kahaa…anDe kaa koii time nahiiN magar:

savere savere anDa khaayaa jaaye to brain ko lagtaa hai aur agar raat ko khaayaa jaaye to jism ko lagtaa hai :D**

Re: Timepass

AlhamduliLLah … burp

sorry us kay pass biryani sirf friday ko hoti :bobo:

Re: Timepass

kiuN? kia vahaN sirf faqeer khaane aate haiN ba’d namaaz Jum’a…maal anThii meN dabaa kar? :cb:

Re: Timepass

yahaan kaya party ho rahi hai :D

Re: Timepass


yak tarfa party hai...shab akele khaa pee rahii haiN aur merii raal Tapakvaa rahii haiN :( hehe

Re: Timepass

aap aa jao mein daal gosht dey deti hoon meray hub ko bhi bohat pasand hai :)

Re: Timepass

FAKEER NAHI nimazi … molvio ko lagta biryani ziyda pasand :stuck_out_tongue:

Re: Timepass


yeh huii na baat...mere andar ke darvaish ko ba-Khoobii pahchaan liyaa...thankoo...poorii deGhchii bhar ke luuNgaa :D

Re: Timepass

maiN Dance karuuNgaa to building hill jaayegii…log samjheNge zalzala aa gayaa :smiley: Tsunamii kaa intizaar karne lageNge :)**

Mujhe bulai gay toh mein bhi dekhu ghi…humaray aanay say toh mehfil saj jai ghi…

-jo dusroN kii Ghalatii se sabaq le vo daanishwar kahlaataa hai

so, maiN ne dusroN kii GhaltiyoN se sabaq seekhaa hai to mujhe aap kia kaheNgii? :smiley: :cb: :omg:

Aik na Aik din toh karni ho ghi…sunnat jo hai…akalay bhi toh reh nahi sakthay sarri umar…

**haN saHeeH kahaa…anDe kaa koii time nahiiN magar:

savere savere anDa khaayaa jaaye to brain ko lagtaa hai aur agar raat ko khaayaa jaaye to jism ko lagtaa hai :D**

Im very skinny…toh yeh toh ho nahi saktha

Re: Timepass

saath roti and chatni bhi ley lena :D And dua dey dena

Re: Timepass

aww apkay unko bhi daal gosht pasand hai .. :blush: Im blusing cuz ahem ahem samjh jaye na :blush:

Re: Timepass


hahaha...what a TWIST! vaise, aajkal ke maulvii sirf EK item nahiiN khaate...jab tak dastar Khowaan bharaa na ho vo bismillah bhii nahiiN karte. :D