Timepass

Re: Timepass

aap le jaayein dhoop thori si yahaan sey khcuh din ke hi liye :frowning:

Re: Timepass

Koi hai :crying:

Re: Timepass

koi nahi hai :frowning:

Re: Timepass

main hoon na. :smiley:

Re: Timepass

:salam:
cafe mai a jian sare mai waha hon :@:

Re: Timepass

chalo koii to aya :frowning:

Re: Timepass

Hum unchay log hain cafon main nahin restaruants mein jatay hain. :snooty:

Mujhey aab dinner kerna hai. :yummy:

Re: Timepass

u ab cafe mai nai ati :teary2:

mai b poetry, KK aor MOD forum ka boycott kar raha hon :snooty:

Re: Timepass

aa jaaon gi aap ke saath flooding kernayyyyyyyyy :hula:

Re: Timepass

mein hoon naa film bhi hai :smiley:

Re: Timepass

**maiN bhii aa gayaa magar abhii bhook lagii hai shadeed :frowning:
**

Re: Timepass

lunch nahi kiyaa thaa kaya :frowning:

Re: Timepass

khetoN pe tha to haath miTTi meN sane the…kaise khaataa…ab khaaying alHamdolillah :slight_smile:

Re: Timepass

ab khaa liyaa ke nai mein ne chana daal gosht banaya hai :slight_smile:

Re: Timepass

http://oi51.tinypic.com/29osrq8.jpg

Re: Timepass

Nice one :k:

Re: Timepass

haN jii, Allah ka karam huaa to daana naseeb huaa :slight_smile: alHamdolillah…waah…mujeh to chana daal gosht bahot pasand hai…Bhabhi Jan se farmaaish aaj karuuNgaa, iA…dekhiye kab miltii hai :smiley: Khsuhkaa bhii banaayaa thaa? :slight_smile:

Re: Timepass

salaaam :yawn:

Re: Timepass

wa’laikum assalaam…kia Haal aHvaal haiN? :slight_smile:

Re: Timepass

Walaikum Assalaam Shab :slight_smile: