Timepass

Re: Timepass

treeqa yeah hai .... k ...amawas ki raat ko ... rooh ko sath la ker qabristan chale jayee... phir chamgadar k ek cup khoon lay, us mai teen nimbu day daain, phir us mai ullo k nakhun day dain or us ko aag per rakh dain, jab khoon khush ho gayee tou, nakhun nakal ker us ka taweez bana lay .. or woh taweez rooh ko pehna dain, ager woh cheekhnay laye to woh naik rooh .... or aer app cheekhnay lag gayee to bad-rooh ... :(

Re: Timepass

:omg: :omg: :omg: baRii door kii sochii aur nihaayat hii maHnat waalii tarkeeb hai…ulloo kaa naakHun hahaha :omg: :omg: :omg:

Re: Timepass

Roooooooooooooooooooooooooooooh ROooooooooooooooooh :eek:

Re: Timepass

so jayoo , soo jayoo … rooh nhi thi … woh tum nay galti say mirror daikh liya tha … :smack2:

Re: Timepass

:blush:

Re: Timepass

bhaagooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooo … yahaN kia karing? :omg:

Re: Timepass

bhaaaaaaaaaaaaaaaaag bhaaaaaaaaaaaaaaaagooo :eek:

Re: Timepass

mujh se to akele bhaagaa bhii nahiiN jaa rahaa…mujeh to merii hii rooH ne dauRaa rakkhaa hai :omg: ab kia karuuN? ab apnii hii rooH ko kaise chakma duuN? :cb:

Re: Timepass

:hehe: mai bhi aj 2 bar khud say dar gaye :naak:

Re: Timepass

**hahaha…to, kia aaiina dekh liyaa? :cb: maiN en to paanii meN apnaa 'aks e chehra-e-anwar dekhaa thaa **:slight_smile:

Re: Timepass

:sleep:

Re: Timepass

:salam: Itni khamoshi. :chai:

Re: Timepass

:wsalam: jite rahien khush rahien
itne late aiye hain
jaldi se safai karien
baad mai kapre b dhone hain

Re: Timepass

mein so raha hoon iss liye :sleep:

Re: Timepass

Abhi shaadi howee nahin aur biwi nay yeh saray kaam aap koh abhi say sonp diye. Chalein jaldi say shuru ho jaein. :nahi:

Soye howey logon say kiya baat karnee. :cobra:

Re: Timepass

IS paen aap to pakkay zan mureed niklay :omg: aabhi say practice shuru

Re: Timepass

jee bari maharbani :sleep: mein waleed ka wait kar raha hoon :sleep:

Re: Timepass

:crying:

Re: Timepass

toh phir kitna hua :omg: abhi pichle maheene to baba 8 pond ka tha :cb:

Re: Timepass

main sadkay :smilestar: