Timepass

Re: Timepass

Walaikum Assalaam aap kaisay hain?

Re: Timepass

jo thread unho ne kholni hai to ap ne baad mein kehna hai kash meine na he kaha hota :D

Re: Timepass

:nahi:

Re: Timepass

kyoon aisa kya hai funny poetry mein :eek:

Re: Timepass

yeh kaisi narazgiyaan :wink:

Re: Timepass


Allah ka karam hai...zinda ba dast e murda huN :)

Re: Timepass

aap murda dil ke saath kyoon zinda hain :(

Re: Timepass

nai nai…murde ke haath meN zinda huN…kab chungal kas de kia pataa…hehe :cb:

Re: Timepass

yeh kaun saa gara murda hai drawnaa saa :eek:

Re: Timepass

yeh meri murda rooH hai :smiley: mil kar Khushii huii? :cb:

Re: Timepass

yeah rooh achi rooh k bad-rooh hai … :eek:

Re: Timepass

**hahaha…abhii is rooH kaa LITMUS TEST nahiiN huaa…jab hogaa to pataa chalegaa and then u’ll be the first to KNOW! :smiley:

vaise, kaash aisaa koi tareeqa, zarii’ya yaa aalah hotaa jiss se ham yeh ma’loom kar sakte :)**

Re: Timepass

:salam:

Re: Timepass

:wsalam:

Re: Timepass

murda nahi boorhi rooh hai :cb:

Re: Timepass

Zalimmmmmmmmmm Inno paye :crying:

Re: Timepass

booRhii? :o haaye Allah…yeh ilzaam aur vo bhii rooH pe :smiley: ab aapko “rooHaanii court” men kheeNchaa jaayegaa :cb:

Re: Timepass

Jite rahien khush rahien

mai ne kaya zulam kar diya :@:

Re: Timepass

mere pass ek treeqa yeah hai pata krne ka … :wink:

Re: Timepass

kaun saa? :slight_smile: