Re: Timepass
mera bheja kyu khaye gay ap.. ap say golgapay khanay kay ye price pay karnay pary gay mujhay:konfused:
Re: Timepass
mera bheja kyu khaye gay ap.. ap say golgapay khanay kay ye price pay karnay pary gay mujhay:konfused:
Re: Timepass
wasy ap raat mai k aha thay??
mane EB ko rus malaye khilaye thi ap hote to ap bhi kha letay ![]()
Re: Timepass
**ab mujhe apni shaa’irii jo sunaanii hai…vaise, i’m taking a big chance…khilaa pilaa k shaa’irii bhii na sunaa sakaa to yeh mere liye ghaaTe kaa saudaa huaa na…haN, saudaa ba-ma’nii paagal-pan bhii haha ![]()
**
oh oh
maiN kal kaam meN mashGhool thaa [kal da’vat thii ghar pe to uske ba’d bartan vaGhaira dho rahaa thaa :D]…MISS kar diyaa
ab next time jab ras-malaaii khilaayen to usse pahle waale jum’a ke roz ba’d e namaaz-e-Jum’a masjid meN ai’laan karvaa dijiyegaa taa k maiN miss na karuuN ![]()
Re: Timepass
Kuch log itna jhoot boltey hain nashta karnay kay liye jhootay waday. Rus malai abhi tuk nahin ayee. ![]()
Re: Timepass
shairi wala bheja woh kha lay i wont mind that ![]()
aur ap ki bhabhi ap say dishes wash karati .. chichihcci ![]()
Re: Timepass
Virtual rusmalaye asay hi khilaye jati ho ![]()
Re: Timepass
**ya’nii k khaaye koii
aur, mazaa paaye koii?
ari waah! yeh to she’r ho gayaa :D**
Re: Timepass
hayeN? :o is meN buraaii kia hai? maiN un se khaane bhii to pakvaataa huN lol…it’s a ‘give N take thing’…she is a very loving Hitler mashaa Allah
unkaa kahnaa hai k aajkal kii laRkiyoN kaa koii bharosa nahiiN, is liye laRkoN ko ‘sughaR’ honaa chaahiye
kia hii Khoob kahii baat! ![]()
Re: Timepass
Loving Hitler:hehe:… tareef mai apnay mtlab ki baat bhi kardi ![]()
Re: Timepass
**ya'nii k khaaye koii aur, mazaa paaye koii?
ari waah! yeh to she'r ho gayaa :D**
dekha meri suhbat ka asar :D
Re: Timepass
hehehe…ek baat se do matlab…jaise…ek teer se do shikaar!!! ![]()
**abhii to gul dikhaaye haiN
kab Khaar dikhaaye haiN?
**** oh my GOD, yeh to ek aur she’r ho gayaa…lagtaa hai aaj maiN u ke saath “sher hunting” pe niklaa huN :D**
Re: Timepass
salam
mi ti ja rahe hun
bus asay hi CHAKAR LAGANAY AE HUN
Re: Timepass
w salaam…are kahaN chal diiN? sasuraal yaa amayeke?
…chakkar lagaa liyaa? chakkar aa gaye? chakraa gaiiN? ![]()
Re: Timepass
mi PHLAM daykhnay ja rahe hun:hehe:
Re: Timepass
oh to ab u PHILUM bhii dekhne lagii ho…good…kaun sii? chor kii daaRhii meN tinkaa movie dekh lo…zabardast movie hai aur kia daaRhii hai aur kia tinkaa hai…subHaan Allah ![]()
Re: Timepass
haha ha
THANK YOU
Re: Timepass
![]()
koi hai???
Re: Timepass
ws salamz koi nhi hai …tum soo jayoo ![]()
Re: Timepass
![]()
:cobra: ![]()
Re: Timepass
![]()