Re: Timepass
Wahan kya kum novel likhein hain joh aab yahan bhi shuru hona hai. ![]()
Aur aap say milnay kay baad woh becharra resign ker gaya kay aaj kul neem hakeem bhi dr banna chatey hain.
Re: Timepass
Wahan kya kum novel likhein hain joh aab yahan bhi shuru hona hai. ![]()
Aur aap say milnay kay baad woh becharra resign ker gaya kay aaj kul neem hakeem bhi dr banna chatey hain.
Re: Timepass
wuh wahan lecture deney aya tha 1 hour ke liye ![]()
Re: Timepass
Dana matlub Danishwar aab danishwar kay matlub mat poochna ![]()
Re: Timepass
Innocent Smile kahaan gayyab hain aaj kal ? Any news/update ???
Re: Timepass
she is ill ![]()
Re: Timepass
^ Allah Pak unhain shifayabi ata farmayain, Aameen !
Thank you Muskaan for the update ...
Re: Timepass
kuch khanay ko nai dia mujhe
next time info nai doon gi
Re: Timepass
kal se to main bhook hartal pe hoon
Re: Timepass
^ bhook hartal per hain aap issi leye mein ne kuch khane ko nahe diya ... :D
Re: Timepass
assalaamo 'alaikum...kaise mizaaj haiN sab ke? yahaN to baRaa naashte vaashte kaa intizaam kar arkkhaa hai miyaaN Sannaan ne :) thankoo :)
Re: Timepass
wo kal se hona hai ![]()
Re: Timepass
aap ki tareeeef ![]()
Re: Timepass
ta’reef us Khudaa kii jis ne MM ko ronaa sikhaayaa aur hameN bardaasht karnaa ![]()
Re: Timepass
kal mein tumhain dikha dikha kar khaaon ga goal guppy
![]()
yahoooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooo
Re: Timepass
kal se to main bhook hartal pe hoon
Achee baat hai, doh char mahinay bhook hartal per rahiye ga. :D
Re: Timepass
omg omg i want this plate now I mean rite nowwwwwwwwwwwwwwwwwwww :yummy:
Re: Timepass
**Allah re, inna nadeeda-pan!!! ![]()
come to India Bazar, Gerrard Street in Toronto and eat all u can…it’s gonna be on me! :)**
Re: Timepass
really? yaad rakhay phir I’ll be eating that all day long.. when Ihave this i dont want anything else..![]()
Re: Timepass
**mashaa Allah…iske ba’d zaroorat bhii kia rahegii kuchh aur khaane kii…
…u yeh sab pakwaan khaanaa and maiN u kaa bhejaa khaauuNgaa agar kuchh niklaa to
**