Timepass

Re: Timepass

lol…yeh aisa lafz hai jise sirf ‘bhooke’ log hii samajh sakte haiN :smiley:

Re: Timepass

i am not bhooka liken mai ne pir b samaj liya hay :@:

Re: Timepass

sorry phir ye lafz mujh pe zaya gaya…subha,dopahar,shaam main dropper se khoraak leti hun :blush:

Re: Timepass


ari waah...lagtaa hai peT ke bhooke nahiiN...zehn se bhooke haiN aur pyaase bhii...is liye k aapko taRap hai ilm o hunar kii...ur brain is like a dry spunge...absorbs the sea of knowledge in NO time :) mubaarakaaN :)

Re: Timepass

shukar hai mujh se baat nai ki :barbie:

Re: Timepass

**so to gayaa…maiN maatam karing! :smiley:

dropper se? :o uffo…tab to mashaa Allah se aapkaa vazan kisi chiRyaa se ziyaada na hogaa…ya’nii…gauraiya se ziyaada nahiiN…gauraiya to samajh gaiiN na? hehe :D**

Re: Timepass

na matam karing,bas aadi ho jaing holi holi :blush:
paen ap jan jan k mere sath mushkil alfaz bolte hain na :sannan: chalain theek hai fer main v punjabi ab :aj:

Re: Timepass

haaye! punjabi…mashaa Allah…chaleN mujhe sikhaa deN isii bahaane…maiN to ek ek alfaaz motiyoN kii taraH chuntaa jaauuNgaa aur ek din aap se bahtar punjabi bolne laguuNgaa :smiley:

Re: Timepass

toh phir aik dastaar or latthe ka suit le k a jain…main wese dastaar pehanti nai per ustad ban k ap ko punjabi b to sikhani hai :cb: toh phir pakka k ap ki urdu v gai :omg:

Re: Timepass

**lo ji…dastaar agar khul gaii to joote ke neeche aa jaayegii…aur amiN luRhak jaauuNgaa…

achchhaa to meraa lesson chaaloo…bataaiye k is jumle meN kia Ghalatii hai yaa saHeeH hai:

maiN nu PunjaabiyaaN sikhan da shauq haN! :)**

Re: Timepass

Buahat khamoshi hai yahan. :chai:

Re: Timepass

:salam: Lagta hai yahan talla lagana parey ga, koi atta hee nahin. :hmmm:

Re: Timepass

attay to hyn par THAHARTAY nahi

Re: Timepass

jee jungal bayabaan ho gaya wey.

Re: Timepass

Sahi kaha Ehsan bhai, poetry forum din-ba-din kuch zeyada hi sunsaan hota ja raha hai ... :(

Re: Timepass

paen tussi aik he seekh lo barri baat hai “punjabiaan” :omg:

Re: Timepass

w.slam…na paen plz tala na lagana,nai to mene bill ki qistain karwa leni hain :hun:

Re: Timepass

bilkul sahi,ab dekh lain apne ap ko he k dukh main mujhe bhai bana dia :cb:

Re: Timepass

:)

Re: Timepass

Toh ayein aur jaan dalein forum mein. Aap ka intikhab toh waisay bhi lajawab hota hia. :)