Timepass

Re: Timepass

koi aor nai mila tha udhaar laine k laiye :hoonh:

Re: Timepass

nai na…saray shehr se udhaar le chuki hai ab bas wohi reh gaye hain :hinna:

Re: Timepass

UN ko tu bakhash daina tha :smack2:

Re: Timepass

to ap de dain :@:

Re: Timepass

mai de tu don per pir loug wapis nai karte :@:

Re: Timepass

:crying: ap wapis na mangna na…:@:

Re: Timepass

ar agr mabi mujhe khud zaroorat parh gai tab :@:

Re: Timepass

slam paen :blush:

Re: Timepass

:wsalam: jiti rahien khush rahien
kesi hain aap
aor aap k image upload howe k nai

Re: Timepass

w salaam…kaisi haiN? :slight_smile:

Re: Timepass

kya na mangun chanda???kahin uss donge ki bat to nai kar rhi jis main mene dahi bhale bheje the or tum ne dho k apni billi ko doodh pila dia tha :cb:

Re: Timepass

na paen..kya pooch lia???mere rone main 5 min reh gay :frowning:

Re: Timepass

g allhamdolillah or ap???

Re: Timepass

yai pocha k browser wala masla hal howa knai :@:
acha 5 min se pehle nai ro sakti kaya aap :@:

Re: Timepass

kahan hua abhi bas khajal program:(
mene din main koi 600 vari rona hota hai,isliye alaram lagaye huay hain :barbie:

Re: Timepass

naya browser install kar lain na :@:
sirf 600 wari
har 5 min k baad aap kitni dair k laiye roti hain :@:

Re: Timepass


Allah ka karam hai...mujhe to lunch kii paRii hai abhii se jab k abhii koi ghanTa deRh ghanTa pahle hii naashta kiyaa hai...meraa peT hai yaa 'bhakaarii'? hehe :)

Re: Timepass

bataya tha kya,now don’t dare to talk to me :barbie:
ap kiun pooch rhe hain,ap toh tamasha dekhne walon main se hain :smilestar:

Re: Timepass

paen kya ye bhakarii falastini main kuch kaha :konfused:

Re: Timepass

us din i told you :naraz:
is laiye poch raha hon k kai aap ne 600 dafa wala kam tu nai bataya :@: