Re: Timepass
to zardari ko pakro na phr ![]()
Re: Timepass
to zardari ko pakro na phr ![]()
Re: Timepass
paisay to Afridi nay bhi liye hay Aik Arab Ropaya ![]()
aur kuch batoon tumhain :cobra:
Re: Timepass
mera bagga hi hai aap ki sugar ka ilaaj
bhook ki wajah sey mera mood hai kharab
![]()
mein afsos pe kuch kha pi loun gi ![]()
Re: Timepass
achha ho joh aap ko khanay koh na miley
phir ho aap ka mood aur kharab
sis say phir jo aap koh parey maar
khushi say ho jaye mera haal kharab. ![]()
Re: Timepass
Zahar bhi baychara bay asar ho ga tum par tou :hinna:
Re: Timepass
itna khush na hon aap ki shikayat laga doon gi
TLK ko kah kar aap ko ban karwa doon gi ![]()
Re: Timepass
Aap kee yeh baat sun ker mujhey yaad aaya woh muhawarra
kay kiya piddi aur kiya piddi ka shorbaa. ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
aap ko husana mera awaleen farz hai
dahi bhalay ki plate aap pe qarz hai
![]()
Re: Timepass
aap aey to mujhey yaad aya
kal apne mera 1 pakora khaya
![]()
Re: Timepass
aap ne jis ko pakora kaya wo ik sundya tha
kaya kal main waqi itna chawal munda tha
Re: Timepass
mujhay kar wa dain please ban ![]()
Yah munh aur masoor key daal bhi kah saktay hain aap ![]()
Re: Timepass
khud na ho jaon ![]()
main ney bolied rice with massar khaey the last year ![]()
Re: Timepass
Mai ghussa kar gai
tumhari daewoo wali key relative lagti hay ![]()
Re: Timepass
Daewoo wali makeup wali aunty jisko main ne Maai bola tha , baad main i told her German language mein khobsorat madam ko kahtay hain phir unhon ne mujhay chips ka packet diya tha main ne waapis kar dia tha ke mom ne manah kia hai bahir kisi se kuch le kar nahi khana fashionable madam hi hoti hain jo bachon ko aghwa bhi kar leti hain ![]()
Re: Timepass
tumhain aghwa kar kay uss baychari nay apna Rashan khatam karwana tha kia ![]()
Re: Timepass
![]()
apni bakwas apne pass he rakhe
![]()
Re: Timepass
mairay pait mein dard ho jata hay bakwas rakh kar ![]()
waisay Afridi ko sharam naheen aai paisay laitay hoye ![]()
Re: Timepass
Us ne paisay nhe liye hai ![]()
Re: Timepass
rupees liye hon gay ![]()