Re: Timepass
Aap koh yeh breaking news zardari nay dee hai. ![]()
Re: Timepass
Aap koh yeh breaking news zardari nay dee hai. ![]()
Re: Timepass
![]()
Har phool khubsurat nahi hota,
har pathhar hira nahi hota,
dost dosti dekh ker karna,
har dost humsa nahi hota.:
![]()
Re: Timepass
mein nay di thi ![]()
mein qurban jaaon apnay heeray kay ![]()
Araz kia hay
kissi kay kaan mein heera, kissi key naak mein heeera
hamara yaar waleed khud heeroon mein heera ![]()
![]()
Re: Timepass
Mein Sadkay jayun apne yaar ke
![]()
![]()
Re: Timepass
Aap howey, zardari howa, eik hee baat hai. ![]()
Re: Timepass
siyasatdaan aae huwe hain kia ![]()
Re: Timepass
thank you
meri afridi ko phone call sunni thi ![]()
Re: Timepass
haan gee aur main nay challenge kar dia hay kah mujhay koi ban naheen kar sakta
:cobra:
Re: Timepass
Aap kee kamee thee kiya? ![]()
Re: Timepass
Waqai aap jaisay baane koi nahin ker sakta. ![]()
Re: Timepass
main aai to aap ko ghussa aya
ghusse me aapne apple khaya
![]()
Re: Timepass
WI sada shair hay
Afridi haira phair hay ![]()
Re: Timepass
Apple khanay lagga toh aap ka bagga yaad ayya
issi ghussay mein apple nahin khayya. ![]()
Re: Timepass
Afridi kay khilaaf baat kee toh waleed marey ga aur ban bhi ker dey ga. ![]()
Re: Timepass
![]()
acha hua apne warn kr dya sannan bhai ko ![]()
Re: Timepass
mere baggay ko na itna yaad karein
kuch to apni sehat ka khiyal karein
![]()
Re: Timepass
ban honay lagein to mujhe bata dena ![]()
Re: Timepass
Aap kay baggay nay ker dee hai meri sehat kharab
sugar joh control mein thee woh bhi ho gayee kharab ![]()
Re: Timepass
Kyun, aap unban button hain. ![]()
Re: Timepass
oh mein to bhool he gia tha Munna MOD ban gia hay ![]()
Afridi ko Zoordai nay call kar kay harnay ka kaha tha na ![]()
theek hay tum khud kush hamala kar daina Tarbooz lay kar ![]()