Timepass

Re: Timepass

kiuN kia huaa? aaj thak gaiiN kia? vaise khaane meN kuchh bachaa nahiiN thaa … hehe … Khaali naashte-daan le kaer bhaagii haiN aap :smiley:

**han to boleN kia khelnaa hai?

ek sawaal ka jawaab bataayeN:

jab Karachi meN raat ke 12 bajte haiN to north pole par kitne baje hote haiN???** :smiley: