Re: Timepass
yaha kuch b nahe hota
Re: Timepass
yaha kuch b nahe hota
Re: Timepass
yahaN to jo kuchh bhii hotaa hai hasparaal meN hotaa hai
![]()
Re: Timepass
salaam ![]()
Re: Timepass
kasay hain sub?
Re: Timepass
raat koh lwte sonay ka uehi nateejah hota hai. ![]()
Re: Timepass
**w salaam…maiN Tik Tok N fiT faaT alHamdolillah and u? **
Re: Timepass
so true.. i wish i was in school aur spring break enjoy karahi hoti ![]()
Re: Timepass
*w salaam...maiN Tik Tok N fiT faaT alHamdolillah and u? *
mai theeek aur fat ho :(
Re: Timepass
hehehe…i said faaaaaaaaTTTTTTTTT NOT fat!
koi shak? me lunch khaaying? chaahiye? ![]()
Re: Timepass
naikiii aur poch poch… aur koi shaq nahi ![]()
Re: Timepass
to Theek hai…haath aur muNh dho kar aaiye…maiN check karuuNgaa…agar haath waqa’ii saaf huye to share karuuNgaa lunch, inshaa Allah
![]()
Re: Timepass
logi ye sub nahi horha mujh say … khana cheen kar khaing ![]()
Re: Timepass
lets play something.. mai bore ho :(
Re: Timepass
kiuN kia huaa? aaj thak gaiiN kia? vaise khaane meN kuchh bachaa nahiiN thaa … hehe … Khaali naashte-daan le kaer bhaagii haiN aap ![]()
**han to boleN kia khelnaa hai?
ek sawaal ka jawaab bataayeN:
jab Karachi meN raat ke 12 bajte haiN to north pole par kitne baje hote haiN???** ![]()
Re: Timepass
North pole mai rahnay walo ko pata ho ![]()
Re: Timepass
lo kar lo gallaaN…soch kar bataaiyegaa
agle janam se pahle pahle
vaise, kaun saa game khelnaa hai? siyaasii khel yaa haathaa paaii? ![]()
Re: Timepass
woh jo mujhay khelna ata hooo lets play songs baitbazi :D
Re: Timepass
in other words antaaaaaaaaaaaakshiri ![]()
Re: Timepass
yeha kon bore ho reha hai … ![]()
Re: Timepass
**^ ok sure:
ab ke bahaar aayii hai tumhaare naam se
mastii fazaa meN hai bheenii laboN ke jaam se
seen yaa ye se :)
**