Amal
March 23, 2011, 7:05pm
1341
Re: Timepass
Hamesha dair kar deta hoon main
*har kaam karnay may
Zaroori baat kehne ho
koi wada nibhana ho
Usay aawaz deni ho
usay wapis bulana ho
Hamesha dair kar deta hoon main
Madad karni ho us kee
yaar ke dhaarus bundhana ho
Bohat dayreena rustoo par
kisee se milne jaanaa ho
Hamesha dair kar deta hoon main
Budaltay mausmo ke sair may
dil ko lagana ho
Kisee ko yaad rakhna ho
kisee ko bhool jana ho
Hamesha dair kar deta hoon main
Kisee ko maut se pehlay
kisee ghum se buchana ho
Haqeeqat aur thi kuch us ko
jaa kay yah batana ho
Hamesha dair kar deta hoon main ...
*
Wow...very timely... thanx Arif :)
ehsan
March 23, 2011, 7:08pm
1342
Re: Timepass
mein aap koh ice cream bejh deta hoon lekin innocent smile kay offline honay ka intezar karein warna woh khud hee saree kah jaye gee.
Re: Timepass
main itna to nai khati…bas thora thora taste karti hon..taste karny main hi khatam ho jata hai is main mera kia qasoor
Amal
March 23, 2011, 7:12pm
1345
Re: Timepass
Taste karne ka ye aalam hey…khaana shuru kar dia to pata nahi kya ho ga
Re: Timepass
kon konse haal ka pata hai nagi baba
Re: Timepass
to ap Ehsan bhai aur IS bhai hain na…mil ke mere BFast, lunch and dinner ka arrange kia karna…
GuL-e-Tasbeeh:
Assalam-o-Alaikum..
Wsalam Gul…kesi hain ap
Amal
March 23, 2011, 7:15pm
1350
Re: Timepass
Lahore meiN koi aesa baba hey jis ka naam aap ko na pata ho?
Amal
March 23, 2011, 7:16pm
1352
Re: Timepass
to ap Ehsan bhai aur IS bhai hain na...mil ke mere BFast, lunch and dinner ka arrange kia karna...:p
ehsan bhai akeley hi kaafi heiN...meiN khud unke dhaabey sey naashta karta hooN :D
Re: Timepass
Alhamdulillah.. aap sab kaisay haiN? aur kya khaya ja raha hai:p
Re: Timepass
han jo kegta hai “tum se milne ko dil kerta hai re baba”
Re: Timepass
mashallah aj to T.P main ronaqain lagi hui hain…speedain to kisi ki pharrai he nai de rhin
Re: Timepass
nikamay log
mujy party dene ki tayari ho rahi hai
Re: Timepass
nikamay log
mujy party dene ki tayari ho rahi hai
Re: Timepass
speed ki baat na karain..har 5 min main mera internet 3 bar DC hota hai
ehsan
March 23, 2011, 7:24pm
1359
Re: Timepass
GuL-e-Tasbeeh:
Assalam-o-Alaikum..
kya haal hai aap ka, aur hamari choti behan MM aab kaisee hai.
Re: Timepass
phir b ye haal na inno putar ghar walon pe koi taras kha mera bacha