Timepass

Re: Timepass

Buss aap kay liye doh deghoon ka order dey diya hai. :hehe:

Re: Timepass

wo sab to so rahay hain :naak: aur waisy hi mere khany pe nazar lagai ja rahi hai tars kese kha lon…:naak:

Re: Timepass

ice cremeiN chal rahi heiN idhar :yummy:

Re: Timepass

main allhamdolillah ap k samne sabt-o-salam :blush: uss ka mujhe khud nai pata,yaqeenan ro ro k bagh-o-bahar le ai hogi :hehe:

Re: Timepass

MM ko kia hoa? :bummer:

:nahi: is se mera kia banay ga bhala :hehe:

Re: Timepass

suna hey aap baboN ko totey supply karteiN heiN part-time :omg:

Re: Timepass

Party maiN mujhay aur muskaan ko zaroor bulaye ga ham khanay peenay k bohat shauqeen haiN :cb:

Alhamdulillah… Muskaan bhi ab behtar hai..aap kaisay haiN?

Re: Timepass

isi liye to taras khane ka mashwera dia k akhir pait ki dozakh b to bujhani hai :omg: khana na sahi,taras sahi :cb:

Re: Timepass

agar main thori dair ke liye gayab ho jaon to plz ap log pareshan na hona main thori hi dair main dobara wapis aa jaon gi…waisy bhi door janay se qadar hoti hai achay logon gi …:naak:

Re: Timepass

mashallah

:eek:

Aaj toh Pakistan kay semi final pauhnchanay kee wajah say bauhat khush hain. :jhanda:

Re: Timepass

konsay totay???wo totay jo aksar ap k urre rehte hain :omg:

Re: Timepass

pehli degh aa gayee kiya? :smiley:

Re: Timepass

diet joke? :smiley:

Re: Timepass

salaam...kaise haiN sab log? :)

Re: Timepass

haaaaaaaaaaaaaaw konse ache logon ki bat ki???main to kahin nai ja rhi :cb:

Re: Timepass

acha to jis main ap ki ho wo diet joke hota hai :omg:

Re: Timepass

is ka matlab huwa ke aap ki baat nahi ho rahi :cb:

Re: Timepass

w.slam...paen kher hai,barre din bad chakkar lagaya???

Re: Timepass

aap to gussa hi kar gai heiN :cb:

Re: Timepass

sadkay jaon ap k luch fry kerne pe :smilestar: