Re: Timepass
ye lain ye sb kha lain :@:
Re: Timepass
:hehe:
main IS-z hon IS-m nai…itna kese khaon gi :barbie:
Re: Timepass
sirf aap k laiye nai hay TP k sb members k laiye hay ![]()
Re: Timepass
Assalam-oalaikum :D
23 Mrach mubarak her eik ko
Re: Timepass
jiti rahien khush rahien
ye Pakistan Day ki Mubarak-baad de rahi hain ya Imran Day ki ![]()
Re: Timepass
Both
Winning day ki too ![]()
Re: Timepass
kaha kis ne tha party ka???
![]()
wsalam
ap ko bhi mubarak ![]()
Re: Timepass
Aur innocent kaisi hian aap :D
Re: Timepass
Alhumdulillah main bilkul theek hon UZ. ap sunayen :)
Re: Timepass
![]()
![]()
Re: Timepass
ooppssss.... I am late :( ... koi ice cream bachi hey ya sab ragarr di aap logoN ney??? :(
Re: Timepass
Yaar eik to app hamesha late aatey hain jahan khanay ka kaam ho. ![]()
Re: Timepass
aur main sab se pehlay mojood hoti hon :D
Re: Timepass
aur main sab se pehlay mojood hoti hon
Aur mein bhi magar ... As a Khamosh Tamashae ... :D
Re: Timepass
jab bolnay pe aati hon to sab ke kaan dard karny lagty hain ![]()
Re: Timepass
Hamesha deir kar deta hooN… ![]()
Re: Timepass
mera b yahi hal hai ![]()
Re: Timepass
Hamesha deir kar deta hooN...
Hamesha dair kar deta hoon main
*har kaam karnay may
Zaroori baat kehne ho
koi wada nibhana ho
Usay aawaz deni ho
usay wapis bulana ho
Hamesha dair kar deta hoon main
Madad karni ho us kee
yaar ke dhaarus bundhana ho
Bohat dayreena rustoo par
kisee se milne jaanaa ho
Hamesha dair kar deta hoon main
Budaltay mausmo ke sair may
dil ko lagana ho
Kisee ko yaad rakhna ho
kisee ko bhool jana ho
Hamesha dair kar deta hoon main
Kisee ko maut se pehlay
kisee ghum se buchana ho
Haqeeqat aur thi kuch us ko
jaa kay yah batana ho
Hamesha dair kar deta hoon main ...
*
Re: Timepass
Aap ka to koi haal hi nahi ![]()