Timepass

Re: Timepass

:salam: :wave:

Re: Timepass

kaya tareef ki aap ney khanay ki :D

Re: Timepass

Walaikum Assalaam :wave:

Re: Timepass

**wa’laikum assalaam…kaise ho biraadaram? :slight_smile:
**

dekhaa na aap ne? mujhe ulloo banaanaa kitnaa aasaan hai! :smiley: :cb:

Re: Timepass

aap to banay banaye hain ullo :cb: Jawaab bhi ultay diye hain

Re: Timepass

Jiti rahien khush rahien
kesi hain aap

Re: Timepass

mein theek hoon aap kaisay hain

Re: Timepass

aap ka reply oper neache ho gaya hay :@:

PS:- :wsalam: jite rahien khush rahien
ik lamhe k laiye tu main ne sochna start kar diya k main ne kab ar kese aap ko ullooo bnaya :smiley:

Re: Timepass

main b theak ALLAH ka sukar hay
aaj kal meri terha aap b kam kam ati hain GS per

Re: Timepass

oops! lolzzz…sahi kahaa…mishTake :frowning: sholly…hehe…ab raaz faash ho gayaa to banaa len koi muzaaiqa nahiiN :smiley:

Re: Timepass

lolll…ab yehii to saabit karnaa thaa :smiley:

Re: Timepass

kabhi kabhi mein bhi busy ho jaati hoon ghar daari mein :D

Re: Timepass

angrezi walay ullo yaa urdu waley hain ;)

Re: Timepass

ghardaarii? :smiley: yeh koi zardaarii kii family kaa hai? :cb:

Re: Timepass


yehii to maiN add karne jaa rahaa thaa...amrikan ulloo [the hoshiyaar one!] maa ba-daulat haiN :D

Re: Timepass

please Zardari jaisi beemari ko door hi rakho :smiley:

and apnay mounh miyaan mittho bhi :wink:

Re: Timepass

**waah…kia equation bani hai:

zardaarii + ghardaarii = beemaarii

…variables are irreversible! :smiley: ab aapke muNh se to miyaaN miTThoo kaise ban saktaa huN…apnaa muNh to use karnaa hii paRegaa :cb:**

Re: Timepass

haan naa tareef aur mein ker doon woh bhi doston ki :cb: Mujhe sirf tang kerna ata hai :x2:

Re: Timepass

aur mujhe kia aataa hai? baat se baat nikaalnaa? yaa baal kii khaal utaarnaa? yaa khaal kaa baal utaarnaa? hehe :smiley: :cb:

Re: Timepass

aap kaheen police mein to nahi ho :smiley: baal ki khaal to police walay hi utartay hain