Re: Timepass
oops! lolzzz...sahi kahaa...mishTake :( sholly...hehe...ab raaz faash ho gayaa to banaa len koi muzaaiqa nahiiN :D
mujhe ullooo banana e nai ata :@:
Re: Timepass
oops! lolzzz...sahi kahaa...mishTake :( sholly...hehe...ab raaz faash ho gayaa to banaa len koi muzaaiqa nahiiN :D
mujhe ullooo banana e nai ata :@:
Re: Timepass
aap kaheen police mein to nahi ho :D baal ki khaal to police walay hi utartay hain
lolllzzzzz....nahiiN jii...vo baal kii khaal nahiiN utaarte, vo to seedhaa seedhaa jism se khaal hii utaar lete haiN aur phir us meN bhoosa bhar ke duplicate banaa dete haiN us bande kaa :D
Re: Timepass
kabhi kabhi mein bhi busy ho jaati hoon ghar daari mein :D
wese tu aap ko zaida tar bz rehna chaiye ghar daari mai :@: :p
Re: Timepass
mein apnay payaray loptop ko her jaga ley jaati hoon kitchen mein bhi
Ghardari and CM dari saath saath hain ![]()
Re: Timepass
Please welcome me
![]()
Re: Timepass
hehehe ![]()
Re: Timepass
Welcome to TP
Have great fun
enjoy ur stay
and keep posting
![]()
PS:- ![]()
Re: Timepass
Shukriya
… aap ka ta’aarruf?![]()
Re: Timepass
Welcome
ji mera koi ta'aaruuf nai hay :@:
Re: Timepass
Aap ka naam Imran Afzal to nahiN?![]()
Re: Timepass
Nai mera nick IS hay ![]()
Re: Timepass
Subah ho gaye, nashtay ka time hai sub aa jaein aur nashta ker lein. ![]()
Re: Timepass
I see
…meiN samjha aap Imran Afzal heiN… ![]()
Re: Timepass
hum to aaey huwey heiN…aap naashta haazir kareiN ![]()
Re: Timepass
![]()
jite rahien khush rahien
kese mizaaaj hain janab k
ab yaya per tu lunch ka time start ho gaya hay
Re: Timepass
i kaya see ![]()
main pehle Innocent_Smile tha ar ab IS ![]()
Re: Timepass
Kiya lein gay, toast, cereal ya parathay
kay saath
Toh lunch ler lein.
Re: Timepass
Toh lunch ler lein.
abi lunch tayar ho raha hay :D
Re: Timepass
appetizer ke tor par ye cheezeiN kaafi heiN…aur us ke baad naastey meiN kya hey? ![]()
Re: Timepass
appetizer ke tor par ye cheezeiN kaafi heiN...aur us ke baad naastey meiN kya hey? :D
Halwa, poori. :)